Zip file kaise banaye? dosto is article me app sikhe ge k mobile me zip ya rar file ko kaise open karte hai aur apni file ya folder ko zip me kese band karte hai
iskliay buht se apps playstore par available hain lakin unme se aksar app useful nhi hain me jo apko apk batane wala hon woh buht hi best hai aur yeh aik file manager ki app jo apke aur bhi kaam a skti hai.
iskliay buht se apps playstore par available hain lakin unme se aksar app useful nhi hain me jo apko apk batane wala hon woh buht hi best hai aur yeh aik file manager ki app jo apke aur bhi kaam a skti hai.
Zip File Kia Hai? Zip file kaise banaye
Buht se files ko aik file me comperes kare k files ka size kum kia jata hai jise zip file kaha jata hai, aksar site owner files ko zip me convert karte hain takeh in ka size kum kia jaske aur users ko ise download karne me asani ho. app chahen to isme password bhi laga skte hain.
yeh post developer ya un logon kaliay buht hi importent ho sakti jo mobile me blog bnana chahte haein ! to dosto sab se pehle File manager HD apk download karni hai,
aggar aap ne apk install karli he to open karein yeh aik file manager hd apk hai !
Yeh koi itna mushkil kaam nahin buht Simple triqa he aap ne woh folder open karni jahan apki zip ya rar file parri hai, folder open hone k baad apni zip ya rar file par click karien apki file extract ho jai gi aap wahan se copy karke kisi dosre folder me paste kar dein!
yeh to tha file extract karne ka simple triqa ab dekhte hain ka zip file kaise banate hain hain file ko zip karne kaliay woh file ya folder select karein jo aap zip karna chahte hain, to dekhte kia hain select karein, aur nechai more k option par click karien, aik menu khule ga aap zip par click karein! jase nechai Photo me dikhaya gia hai
jis naam se aap file bnana chahte hai woh naam likhein aur ok kar dein, lijiay apki zip file ban chuki hai !
Friends! umeed hai k aap zip file compress aur extract karne ka triqa samajh gai hon gay aur yeh post apke liay kafi helpfull hogi, aggar post achi ligay to social site share karna aagar koi sawal ho to coument karna, duaon me yaad rakhna, Allah Hafiz