free seo tools- kisi bhi website ya blog ko rank up karne ya search engines me first page par lane kliay iske ache se seo ( search engine optimization ) karni parti hai, iskliay apko kuch best tools chahey hota hain jo k new bloggers k ilm me nhi hote.
is article me maine free seo tools k bare me bataya hai jo seo me apke ki buht help karen gy, yeh seo tools bilkul free of cost hain, in ka use karte huwe app asani se apne ya kisi client ki Website/blog ya blog post ko optimize kar skte hain aur blog me mojud errors ko find and remove karskte hain.
15 best Free Seo Tools For 2019
1: Google Keyword Planner tool
Yeh Google adword me aik aysa tool hai jis ki madad se hum keyword research karskte hain, yeh Basically Advertiser kliay banaya gia hai lakin ideas lane kliay ise koi bhi use kar skta hai,isme app jo bhi keyword search karen to yeh apko bataye ga k is keyword par monthly searches kitni hain, competition kia hai (high, medium, low), aur advertiser ki traf se de jane wali cpc bids kum se kum aur ziada se ziada kitni hai, sath me apke keyword se milte julte aur bhi buht sare keyword show kare ga app unme se jo chahen choose kar skte hain.
tip: agar app post ko jaldi rankup karwana chahte hain to hamesha ayse keyword ka intekhab karen jis par competition low ho, kyunke is par app ki post jaldi rankup hogi,
2: Google Analytics
Seo me google Analytics tool buht important hai, is me website ki live traffic se lekar on to all traffic ki jankari milti hai. daily traffic kitni hai aur konsi country ya city se arahi hai, konse operating system aur konsi devices se ziada traffic arahi hai aur bounce rate kitna hai etc. yeh buht hi advance tool hai isme blog traffic ki mukamal maloomat dekhi ja skti hai.
3: PageSpeed Insights
Apke website ki page speed slow hai ya fast yeh ap is tool ki madad se jan skte hain. iskliay aur bhi buht se tools hain lakin un me se aksar tools fake hate hain yeh tool google ka hai aur yahi apko better result provide karta hai.
page apeed seo me buht mani rakhti hai aggar apke blog ki page speed slow hai to bhir apka blog kabhi traqi nhi kare ga kiunke jab koi user apki site ko visit kare ga aur apke page load hone me ziada waqt laga to user apki site ko chor kar koi dosry open kar lega is se app ka bounce rate barhe ga aur apki blog ki ranking down hojai gi. agar apke blog ki page loading speed slow hai to tse increase karna zarori hai.
page apeed seo me buht mani rakhti hai aggar apke blog ki page speed slow hai to bhir apka blog kabhi traqi nhi kare ga kiunke jab koi user apki site ko visit kare ga aur apke page load hone me ziada waqt laga to user apki site ko chor kar koi dosry open kar lega is se app ka bounce rate barhe ga aur apki blog ki ranking down hojai gi. agar apke blog ki page loading speed slow hai to tse increase karna zarori hai.
4: mobile Friendly test tool
is tool ki madad se app pata laga skte hain k apki site Mobile Friendly hai ya nhi, ajj k door me buht se log mobiile par bhi internet use karte hain isliay apki site responsive honi chahia take mobile devises me yeh sahih trah se nazar ay. website ko responsive banany kliay yeh tool zaror use karen.
sabse pehle app is link par click karen, yahan par apni website ka link dale aur run test par click karen kuch deer me apko result show hojai ga.
sabse pehle app is link par click karen, yahan par apni website ka link dale aur run test par click karen kuch deer me apko result show hojai ga.
is tool ki madad se ap check kar skte hain k apke blog me kahin duplicate content k issues to nhi arahe ya apke blog me koi error to nhi, yeh sub kuch percentage k hisab se apko bata dega k unique content kitna hai, common aur duplicate kitna hai.
baz uqat aysa hota hai k ap kahin se content copy na bhi karen balke 100% apna unique content likhte hain to phir bhi duplicate content k issues ajate hain is ki main wajha ya to apke site main same link generate howe hain ya apne aik topic par aik se zida posts likhe hain.
sabse pehle ap tool me apni website ko scan karen. agar koi error wagera hain to unko remove karen aur dekhen k site me buht ziada duplicate content to nhi agar hai to ap check karen k konsi post me hai aur kiun hai jab apko kiun ka answer mil jay to ap asani ise solve kar skte hain.
6: Seoquake
yeh buht he best extention tool hai, isse apne browser me install karen, ap jo bhi website open karen gy to yeh uski tamam seo reports apko show kare ga jase backlinks, Ranking, alexa ranking, facebook like, search engines indexing k sath aur bhi buht kuch.
7: CopyScape
is se app jan skte hain k kisi ne apka content copy to nhi kia, jis ne bhi apka content copy kia hoga is tool ki madad se apko pata chal jai ga, agar kisi ne copy kia hai to app google ko report karke block karwain takih apke blog me duplicate content ka issue na ay.
yeh buht he kamal ka tool hai ia ki madad se apni ya competitor ki website ki organic search, backlinks, top keywords, ranking and display advertising dekh skte hai. is me aur bhi buht kaam ka features available hain but is me kuch features paid hain.
agar website ki achanak se traffic down hojai to is ka matlab ho akta hai site par google k algorithm Panguin ya panda ne attack kia ho. is tool ki help se asani se pata lagaya ja skta hai k waqi google algorithm attack hai ya koi aur chakkar. is tool ko Google Analytics k sath connect kia jata hai.
10: Seo & Website Analysis
Seo & Website Analysis Woorank ka aik chrome extension hai ise apne browser me install karen. apni ya koi bhi website open karen is tool ki help se ise analyze karen. yeh apko iski mukamal report dega k iske 100 me se seo score kitne hain, isme kon konse error hain etc.
11: Dead Link Checker
is tool ki help se broken link check kar skte hain, broken link seo kliay ache nhi hote kiunke jab bhi user link open karta hai to 404 not found k error ajata hai, agar apke blog me broken link hain to inhe repair karen ya remove karen nhi to apke blog ki ranking down hojai gi.
12: Domain Authority Checker
is se website ki domain authority aur page authority ko check kia ja skta hai. DA PA jitni ziada hogi smjho site itni ziada bari aur popular hogi. jin blog site ki DA PA achi hai wo koi bhi post easily rank up karwa skte hain.
yeh too basically word ko count karne k liay hai, iski sabse achi baat hai k yeh keyword density k bare me bhi batata hai k article me apne konsa kayword kitne percent aur kitni baar use kia hai. article post karne se pehle ap isme apna article paste karke iske word aur keyword density jaan skte hain. me article likhne kliay yahi tool use karta hon.
14: Moonsy
Isme 9 seo tools Available Hain.
1: google Keyword Position Checker
2: spam link Checker
3: Check domain age
4: Alexa Rank checker
5: Semrush traffic checker
6: Domain to IP
7:DA PA checker
8: DMOZ directory checker
9:Semrush traffic checker
google Keyword Position Checker aik aysa tool hai jis madad se kisi bhi keyword par ap apni aur competitor ki ranking check karskte hain k wo google me kitne number par Show ho rahi hai.
sabse pehle is tool ko open karen, apna keyword enter karen jise apni post me target kia hai, neche apni site ka link dale aur Check keyword rank par click karen. agar apki post pehle 100 result me hai to yeh apko result show kare ga.
sabse pehle is tool ko open karen, apna keyword enter karen jise apni post me target kia hai, neche apni site ka link dale aur Check keyword rank par click karen. agar apki post pehle 100 result me hai to yeh apko result show kare ga.
15: Small SEO Tools
tamam tools me se subse ziada main is website ko like karta hon kiunke isme aik sath buht sare free seo tools available hain aur iski kuch categories banay gai hain. is me mujood tamam tools ki list mulahiza farmain.
More 70+ Free SEO Tools
Text Content Tools
1: Plagiarism Checker
2: Article Rewriter
3: Grammar Checker
4: Word Counter
5: Spell Checker
6: MD5 Generator
7: Uppercase To Lowercase
8: Word Combiner
9: Image to Text Converter
10: Translate English To English
Images Editing Tools
1: Reverse Image Search
2: Image Compression
3: Favicon Generator
4: Video to GIF Converter
5: Image Resizer
6: Convert to JPG
7: RGB to Hex
8: Crop Image
Keywords Tools
1: Keyword Position
2: Keywords Density Checker
3: Keywords Suggestions Tool
4: Keyword Research Tool
5: Keyword Competition Tool
6: Related Keywords Finder
7: Long Tail Keyword Suggestion Tool
8: keywords Rich Domains Suggestions Tool
9: SEO Keyword Competition Analysis
10: Live Keyword Analyzer
BackLink Tools
1: Backlink Checker
2: Backlink Maker
3: Website Link Count Checker
4: Website Broken Link Checker
5: Link Price Calculator
6: Reciprocal Link Checker
7: Website Link Analyzer Tool
8: Broken Backlink Checker
9: Valuable Backlink Checker
Website Management Tools
1: Website SEO Score Checker
2: Google Pagerank Checker
3: Online Ping Website Tool
4: Page Speed Test
5: Website Page Size Checker
6: Website Page Snooper
7: Website Hit Counter
8: XML Sitemap Generator
9: Url Rewriting Tool
10: What is My Screen Resolution
11: Url Encoder Decoder
12: Open Graph
13: Open Graph Generator
14: Get HTTP Htaccess
15: Redirect Generator Headers
16: Wordpress Theme Detector
17: Instant Search Suggestions Tool
18: Website Screenshot Generator
19: Online virus Scan
20: Mobile Friendly Test
21: Minify CSS
22: Minify HTML
23: Minify JS
25: URL Shortener
Website Tracking Tools
1: Link Tracker
2: Check Server Status
3: Code to Text Ratio
4: Alexa Rank Comparison
5: Page Comparison
6: Comparison Search
7: Google Cache Checker
8: Mozrank Checker
9: Page Authority Checker
10: Google Index Checker
11: Alexa Rank Checker
12: Similar Site Checker
Domains Tools
1: Domain Authority Checker
2: Domain Age Checker
3: Domain Name Search
Yeh Thi smallseotools.com par mujood kuch tools ki list aur is k sath kuch other tools bhi is site par available jo me is list me add nhi kar ska. in sub tools ka introduction to me apko nhi deskta ap khud he check karlen to better hai.
Friends! I hope apko yeh article pasand ayga aur yeh free seo tools apkliay kafi usefull honge, agar pasand ay to share zaror karna aur koi question ho to comment karna, duaon me Yaad Rakhna. Allah Hafiz