Android App kaise banaye mobile se -full guide urdu hindi me



app kaise banaye- kuch log yeh sochte honge k yeh kaam sirf computer me he kia ja skta hai lakin aaj me aap ko bataonga k mobile se kaise app banate hai yeh post developers kaliay buht he fida mand ho skti hay  agar aap kisi important project par kaam kar rahe hain aur aap ko kahin bahr jana parre to aasi sorat me aap mobile se hi apna important kaam pora karskte hai

app kaise banaye

app kaise banaye

dosto Allah ka naam se shuru karte hain sab se pehle apko aaik android app download karni hogi apk download kaliay nechai link par click


step 1

apk anstall aur open karein
step 2
apk open hone k baad aap For Expert par click karein nechai pic me dekhin


app kaise banaye

step 3
new android application par click karein

app kaise banaye

step 4
application name likhin, pakage name likhin aur create par click karien

app kaise banaye

step 5
jab apki application create ho jaigi apko project ki 2 main files nazar aain gi project ki aur files open karne kaliay right side aaik blue color ka  bar par click karein nechai apki application k folders open hongay aapne jin files par kaam karna he woh files open karien 

app kaise banaye

step 6
aggar apka project ready ho chuka hai o save kar laein save karne kaliay top par right side me menu bar par click karein aur save par click karien


step 7
aggar apki application ready ho gai hai apne mobile me install karein install karne kaliay play k nishan par click apki android application install ho jai gi

app kaise banaye

Friends yeh mat bholna k free verison me kuch feature lock hain aggar barra project banana chahte hain to apko pro version kharedna pade ga 
Also Read:
Friends Umeed hai k ab app is apk ki madad asani apni aik android app create kar ske gy, aagar apko yeh post achi lage to please social site par share karna takaih aur logon ka bhi fida ho aagar koi sawal ho to comment karna duaon me yaad rakhna Allah Hafiz
Previous Post Next Post