Gmail id kaise banaye Step by Step Guide in hindi

Gmail id kaise banaye - is article me app jane gy k email kaise banate hain. friends! ap internet use karte hain lakin abhi tak apki gmail id nhi hai to app buht peche ki dunya me rehte hain. ajj k dor me buht kam log ayse honge jin k pass email account nhi hai. email id banaye kliay gmail, yahoo aur hotmail ka use karskte hain. sabse best google ka gamail mana jata hai. so is article me app jane  gmail par account kaise banate hain.

Email id kaise banaye

 Gmail Id Kia Hai?

Gmail google ki aik service hai jis main ap google account create karke apni email id bana skte hain. ab apke mind me sawal hoga k email id kia hai? chaliay bata deta hon email ka definition hai electronic mail iski help se messages aur documents kisi dosry k email par bhej skte hain. matlab yeh pegham rasani ka aik zaria hai.
lakin is ka sirf yehi kam nahi balke aur buht se places par yeh hamari help karta hai jaise, google plus, youtube, blogger google drive aur jinte bhi google k products hain un par gmail id se hume access milta hai yani gmail id se login hokar hum inhe use kar skte hain. twitter, facebook ya other website aur form par account banane kliay bhi humem email ki zarorat parti hai.

Gmail id kaise banaye Step By Step

email id create karne kliay google par jain, gmail ko open karen aur create account par click karen, apke samne kuch is trah ka form khole ga isme apni basic inforamation fill karen
gmail id kaise banaye


1: First Name: (apna first name likhe)
2: Last Name: ( apna Last name Likhe)
3: User Name: ( username likhe )
user name wo likhe jis name se apni email create karna chahte hain aur agar wo available na hoto sath me numbers ka izafa karen.

4: Password: ( Password likhe ) Password minimum 8 characters ka ha aur password ko strong banane kliay kuch ayse &!^$ characters ka use kare.

5: Confirm Password ( isme Dobara Wahi Password Repeat karen )
Next Par click karen.
ab apke samne Kuch is trah ka form khule ga
gmail id kaise banaye

yahan par apna number enter karen enter karen.
agar apka pehle se koi account hai to yahan likhe nhi to ise rehne den.
apni Date Of Birth Likhe.
Apni Gender Select Karen.
 next par click karen.

Yahan par ap google term & Conditions read karen aur slide down karke i agree par click karen.
gmail id kaise banaye
lijiay apka google account ready hai.


Friends! I hope apko yeh post achi lagi hogi aur ab ap jaan gai honge k gmail id kaise banaye. ager post pasand ay to share kijiay, Duaon me yaad rakhia ga. Allah Hafiz. 
Previous Post Next Post