Youtube Channel Kaise Banaye - is post me Youtube channel create karna aur channel ki basic settings k bare me jane gy. Youtube kia hai yeh to sabhi log jante hain lakin youtube se paise bhi kamaye ja skte hain yeh har koi nhi janta agar app bhi janna chahte hain k youtube se paise kaise kamaye to is par maine already aik post publish ki hai app yeh parhe
Youtube Channel Kaise Banaye
Youtube world me top search engines me dosry number par hai jabke to videos sharing website me pehle number par hai isme daily billions log search karte hain aur apni man pasand video watch karte hain youtube par lakhon channels already ban chuke hain aur daily buht sare channel bante hain, youtube har kisi ko yeh facility deta hai k channel bana kar apna talent pori dunya me share kare sath me life ki zaroriat pori karne kliay income generate kar ske, app bhi apna channel bana kar pori dunya me famous chahte hai
chaliay jaan late hain k youtube channel kaise banaye. lakin yaad rakhia ga just channel bana kar app paise nhi kama skte, iskliay apko kafi mehnat karni hogi apni videos record karke khud ko samne lana hoga aur apki videos log dekhein gy, agar log apki video pasand karte hain to isme apka double faida hai aik to famous hojain gy dosra app ache khase paise bhi kama sken gy. chaliay ab bina time west kiay shuru karte hain.
Youtube Channel Banane ka Tarika
Youtube channel create kane kliay apko aik gmail account ki zarorat pare gi agar apke pass gmail account nhi hai to app yeh post read kare: Gmail ID Kaise Banaye
Step 1:
Youtube.com par jain, top bar par left side me sing in likhga hoga is par click karen aur apne gmail account se sign in hojain.
Step 2:
top bar par left side me mojud menu bar par click karen aik menu khule ga isme my channel par click karen.
app apne videos ka description me apne social link dale ya apni dosry videos ke link dale wase to app har video ke description me links add kar skte hain
lakin me jo triqa batane wala hon usse apko sirt aik dafa lin dalne parre gy jo apki tamam videos me show honge.
Sabse pehle creator studio me jain, channel aur upload defaults par click karen, yahan description me wo link dale aur sath jo app likhna chahe likh skte hain, is trah apke tamad videos me yeh show honge.
Friends! i hope apko yeh post kafi pasand aygi aur app jan gy honge k youtube channel kaise banaye aur iski setting kaise kare
agar apko is post ke related koi question hoto comment karia, yeh post social mediad par share zaror kijiay ga take dostry log bhi isse help ho ske, duaon me yaad rakia ga- Allah Hafiz
Step 1:
Youtube.com par jain, top bar par left side me sing in likhga hoga is par click karen aur apne gmail account se sign in hojain.
Step 2:
top bar par left side me mojud menu bar par click karen aik menu khule ga isme my channel par click karen.
Step 3
isme app apne channel ka name likhe aur create channel par click karen. lijiay apka channel create ho chuka hai lakin abhi isko customize karna baqi hai
Youtube Channel ko customize kaise kare
Step 4:
1) logo: logo ki jaga apna cursor lekar jain yahan par aik chota sa edit icon show hojai ga us par click karen to app google plus ki profile par redirect hojain gy yahan app asani se logo laga skte hain.
2) Add Channel Art: par click kare app apne channel ka banner art laga skte hain
3) Description: yahan par apne channel ki ache se description likhe k apka channel kis bare me hai
Youtube Channel Art me Social Link Kaise Add Kare
Step 5:
Ab apne channel ke banner art par apne social page ya website k link add karen take jo koi bhi apka channel visit kare wo apko social media par bhi follow karske ya phir apke website ko visit kare.
sabse pehle subscribe k sath lage setting icon par click karen aur " customize the layout" ko enable kare.
Ab About me jain, neche link par click kare add par click karke apne link add karen yahan app left khane me name jis ka app link add karna chahte hain example app apne facebook ka link add karna chahte hain to facebook likhe aur right khane me apne facebook page ka link dale, isse trah app 5 link dal skte hain.
Youtube Videos ka description me social links ya other videos ke link kaise dale
Step 6:app apne videos ka description me apne social link dale ya apni dosry videos ke link dale wase to app har video ke description me links add kar skte hain